History of jhang: Jhang is a city of Pakistan situated near east bank of chenab river and just in middle of Pakistani Punjab. This city is under district jhang. All the land is totally consists of plains. Jhang ka pehla sher Rae Sehal ne 1288 mae apne pir u murshid Hazarat Shah Jalal Bukhari ke kehne par aabad kia. Jhang ke pehle hukmaran Mil Khan the. Sehal qabehl ne jhang par 360 baras tak hakumat ki ur akhiri sehal Hukmaran Ahemad Khan the jinon ne 1812 se 1822 tak hakumat ki jin kr baad hakumat sikhon ke hath ayi awr phir se British ne kabsa mae chali gae.