Namaz ki Niyat: Sunnat Farz Wajib Nafil

Har namaz se pele us namaz ki niyat karna zaroori hai. Niyat Dil ke irade ko kehtien han. Sirf dil se namaz ki niyat kar lena kafi hai par agar zuban se bhi niyat kar li jae you dorast aur sawab ka bahis hai.
Niyat means to intend. Making niyat in heart is enough but if you can recite the niyat than this is more correct and gives oblation.
Farz Namaz ki Niyat:
Mae niat karta hn karti hn char rakat farz namaz zuhar, wastee Allah ke, mon kibla ki taraf agar imam ke peche ho tou kehe peche is imam ke
Sunnat Namaz ki Niyat:
Mae niat karta hn karti hn char rakat sunnat namaz zuhar, wastee Allah ke, mon kibla ki taraf agar imam ke peche ho tou kehe peche is imam ke
Nafil Namaz ki Niyat Kaise karien:
Mae niat karta hn karti hn 2 rakat nafil namaz zuhar, wastee Allah ke. AllahuAkbar
Wajib Namaz ki Niyat Karna:
Mae niat karta hn karti hn 3 rakat witr namaz isha ki, wastee Allah ke. Allahuakbar

Namaz ki niyat of farz sunnat nafil witr isha