Exams Imtihan Mein Kamyabi ka Easy Wazifa

Imtihan exams sar par hn tou har student exam tension ka shikar ho jata hai kyn ke pure saal ki mehnat ka indaza isi imtihan mae hota hai jiss tarha har kam mae kamyabi Allah ki riza aur rehmat ki waja se milti hai isi taraha exam mae kamyabi bhi wohi ata karta hai. Exam se pehle Allah ka naam lia jaye tou hamari mehnat ko chand chand lag jati hai aur Allah ki madad se hum ache marks bhi le lete hai. Is wazifa ya dua ko exam hall mae jane se pehle 7 bar parh le InsAllah exams mae kamyabi mele gi.
Wo Wazifa yeh hai:
Imtihan Mein Kamyabi ka Wazifa